Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_07fc044ac6cbeebfe2f659392f793108, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jaane Kya Aisa Use Mujh Mein Nazar Aaya Tha - Farrukh Jafari Poetry In English - Darsaal

Jaane Kya Aisa Use Mujh Mein Nazar Aaya Tha

jaane kya aisa use mujh mein nazar aaya tha

mujh se milne wo bulandi se utar aaya tha

koi to garmi-e-ehsas se milta us se

itne din baad to wo lauT ke ghar aaya tha

wo mere panw ka chakkar tha ki manzil thi meri

ghum-phir kar wahi har bar khanDar aaya tha

wo mere sath tha sahra ho ki dariya 'farruKH'

us ke hote hue kya lutf-e-safar aaya tha

(1599) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jaane Kya Aisa Use Mujh Mein Nazar Aaya Tha In English By Famous Poet Farrukh Jafari. Jaane Kya Aisa Use Mujh Mein Nazar Aaya Tha is written by Farrukh Jafari. Read famous Poem Jaane Kya Aisa Use Mujh Mein Nazar Aaya Tha for youth and Student by Farrukh Jafari. Free Download Jaane Kya Aisa Use Mujh Mein Nazar Aaya Tha in PDF.