Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_97e709575456bdf2cbe99ca3a0a37494, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Apni Pahchan Koi Zamane Mein Rakh - Farooq Shafaq Poetry In English - Darsaal

Apni Pahchan Koi Zamane Mein Rakh

apni pahchan koi zamane mein rakh

KHud ko zaea na kar kuchh KHazane mein rakh

raat ki be-libasi pe mazmun likh

sham ke phul chun ke lifafe mein rakh

raushni ki zarurat paDegi tujhe

aag mahfuz kuchh aashiyane mein rakh

jaanta hun mera koi masraf nahin

ek fashion samajh ke hawale mein rakh

sare tiron ko ek sath zaea na kar

farq kuchh to andhere ujale mein rakh

(1427) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Apni Pahchan Koi Zamane Mein Rakh In English By Famous Poet Farooq Shafaq. Apni Pahchan Koi Zamane Mein Rakh is written by Farooq Shafaq. Read famous Poem Apni Pahchan Koi Zamane Mein Rakh for youth and Student by Farooq Shafaq. Free Download Apni Pahchan Koi Zamane Mein Rakh in PDF.