Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b150a0667e5731678e6907db2c3d9d87, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ye Kaisi Rut Aa Gai Junun Ki - Farooq Nazki Poetry In English - Darsaal

Ye Kaisi Rut Aa Gai Junun Ki

main apni biwi se baat karte

nape tule lafz bolta hun

main apne daftar mein sathiyon se

likhi hui baat bolta hun

main apne laKHt-e-jigar se aksar

nazar milane se kanpta hun

ye kaisi fasl-e-bahaar aai

saba se KHushbu Dari hui hai

ye kaisi rut aa gai junun ki

nasim gulchin se mil gai hai

(770) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ye Kaisi Rut Aa Gai Junun Ki In English By Famous Poet Farooq Nazki. Ye Kaisi Rut Aa Gai Junun Ki is written by Farooq Nazki. Read famous Poem Ye Kaisi Rut Aa Gai Junun Ki for youth and Student by Farooq Nazki. Free Download Ye Kaisi Rut Aa Gai Junun Ki in PDF.