Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_833341c9a10258662f15877c47ae1068, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe - Farooq Nazki Poetry In English - Darsaal

Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe

teri marzi na de sabaat mujhe

be-yaqini se de najat mujhe

in ki nazren uThin meri jaanib

yaad hai pahli wardat mujhe

har bala se rahega tu mahfuz

is safar mein jo rakh le sath mujhe

rose milta hun mai-kade mein use

KHub pahchanti hai raat mujhe

mein tujhe jaanta hun harjai

kyun batata hai apni zat mujhe

mujh ko deti hai Dal Dal hua

chhanw dete hain pat pat mujhe

(962) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe In English By Famous Poet Farooq Nazki. Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe is written by Farooq Nazki. Read famous Poem Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe for youth and Student by Farooq Nazki. Free Download Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe in PDF.