Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_76ca521ef110adac0154f00ba62458d1, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Rang KHake Mein Naya Bhar Dunga Main - Farooq Nazki Poetry In English - Darsaal

Rang KHake Mein Naya Bhar Dunga Main

rang KHake mein naya bhar dunga main

dushmanon se dosti kar lunga main

phir nahin aane ka KHwabon mein tere

shahr se tere agar jaunga main

mein bahut ziddi hun lekin jaan-e-man

tu bulae to zarur aaunga main

hai tazadon ka chaman mera wajud

fasl-e-gul ka marsiya gaunga main

kanch ke alfaz kaghaz par na rakh

sang-e-mani ban ke Takraunga main

raste ke waste ek jam do

nim shab hai ab to ghar jaunga main

(809) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Rang KHake Mein Naya Bhar Dunga Main In English By Famous Poet Farooq Nazki. Rang KHake Mein Naya Bhar Dunga Main is written by Farooq Nazki. Read famous Poem Rang KHake Mein Naya Bhar Dunga Main for youth and Student by Farooq Nazki. Free Download Rang KHake Mein Naya Bhar Dunga Main in PDF.