Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_dd124c4e8d9b1d9849b4da803f86cc55, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Bhi Tumko Socha Hai - Farooq Nazki Poetry In English - Darsaal

Jab Bhi Tumko Socha Hai

jab bhi tum ko socha hai

sara manzar badla hai

jate jate ye kis ne

nam pawan par likkha hai

angaron ke mausam mein

jismon ka sa mela hai

meri basti mein aa kar

pagal dariya Thahra hai

KHushiyan hain mehman meri

gham mera ham-saya hai

tum kya jaano kashmiri

dilli mein kya hota hai

(863) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Jab Bhi Tumko Socha Hai In English By Famous Poet Farooq Nazki. Jab Bhi Tumko Socha Hai is written by Farooq Nazki. Read famous Poem Jab Bhi Tumko Socha Hai for youth and Student by Farooq Nazki. Free Download Jab Bhi Tumko Socha Hai in PDF.