Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cf235421939047a44ff0b0da9c13015d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Yun Hujra-e-KHayal Mein BaiTha Hua Hun Main - Farooq Muztar Poetry In English - Darsaal

Yun Hujra-e-KHayal Mein BaiTha Hua Hun Main

yun hujra-e-KHayal mein baiTha hua hun main

goya mera wajud nahin wahima hun mein

phaila hai jab se ghar mein samundar sukut ka

be-chaargi ki chhat pe khaDa chiKHta hun main

dekho meri jabin pe mere ahd ke nuqush

rakkho mujhe sambhaal ke ek aaina hun main

ab tak shab-e-qayam ka ek silsila bhi tha

ab aaftab ban ke safar par chala hun main

KHud se to ru-shanas abhi tak na ho saka

ye ittifaq hai ki jo tum se mila hun main

(877) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Yun Hujra-e-KHayal Mein BaiTha Hua Hun Main In English By Famous Poet Farooq Muztar. Yun Hujra-e-KHayal Mein BaiTha Hua Hun Main is written by Farooq Muztar. Read famous Poem Yun Hujra-e-KHayal Mein BaiTha Hua Hun Main for youth and Student by Farooq Muztar. Free Download Yun Hujra-e-KHayal Mein BaiTha Hua Hun Main in PDF.