Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_17883e789c298544dc8f2c9bb5ed5e51, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Magar In Aankhon Mein Kis Subh Ke Hawale The - Farooq Muztar Poetry In English - Darsaal

Magar In Aankhon Mein Kis Subh Ke Hawale The

magar in aankhon mein kis subh ke hawale the

hamare nam ke sare huruf kale the

ye KHak-o-baad ye zulmat-o-nur-o-bahr-o-bar

kitab-e-jaan mein ye kis zat ke hawale the

hai rang rang magar aaftab aaina

jabin-e-shab pe to likkhe sawal kale the

misal-e-barq giri ek aan tegh-e-hawa

abhi darichon se logon ne sar nikale the

yahan jo aaj shajar saya-dar hai 'muztar'

yahin pe hum bhi kabhi barg-o-bar wale the

(722) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Magar In Aankhon Mein Kis Subh Ke Hawale The In English By Famous Poet Farooq Muztar. Magar In Aankhon Mein Kis Subh Ke Hawale The is written by Farooq Muztar. Read famous Poem Magar In Aankhon Mein Kis Subh Ke Hawale The for youth and Student by Farooq Muztar. Free Download Magar In Aankhon Mein Kis Subh Ke Hawale The in PDF.