Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ivrlc1cp93u7ioiluie6097sa7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aaine Se Jhankti Nazm - Fariha Naqvi Poetry In English - Darsaal

Aaine Se Jhankti Nazm

mere baalon mein chandi utar aai hai

pyare baba! mein kuchh baal toDun?

ki hum un ko bechenge

phir jo rupe honge,

un se

jahez aur shadi ki tayyariyan ho sakengi

main yun aap ka roz bujhta hua,

aur murjhaya chehra nahin dekh pati

sunen! mere baalon mein chandi utar aai hai

(1015) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Aaine Se Jhankti Nazm In English By Famous Poet Fariha Naqvi. Aaine Se Jhankti Nazm is written by Fariha Naqvi. Read famous Poem Aaine Se Jhankti Nazm for youth and Student by Fariha Naqvi. Free Download Aaine Se Jhankti Nazm in PDF.