Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5af045586e9340db4322bb996ec6027a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Tohfe Mein GhaDiyan To De Dete Hain - Fariha Naqvi Poetry In English - Darsaal

Hum Tohfe Mein GhaDiyan To De Dete Hain

hum tohfe mein ghaDiyan to de dete hain

ek duje ko waqt nahin de pate hain

aankhen black-and-white hain to phir in mein kyun

rang-birange KHwab kahan se aate hain

KHwabon ki miTTi se bane do kuzon mein

do dariya hain aur ikaTThe bahte hain

chhoDo jao kaun kahan ki shahzadi

shahzadi ke hath mein chhaale hote hain

dard ko is se koi farq nahin paDta

hum be-kar huruf ulaTte rahte hain

(1575) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Tohfe Mein GhaDiyan To De Dete Hain In English By Famous Poet Fariha Naqvi. Hum Tohfe Mein GhaDiyan To De Dete Hain is written by Fariha Naqvi. Read famous Poem Hum Tohfe Mein GhaDiyan To De Dete Hain for youth and Student by Fariha Naqvi. Free Download Hum Tohfe Mein GhaDiyan To De Dete Hain in PDF.