Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ac27d2629bda388fd6537f4759934051, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Wahan Main Jaun Magar Kuchh Mera Bhala Bhi To Ho - Farhat Ehsas Poetry In English - Darsaal

Wahan Main Jaun Magar Kuchh Mera Bhala Bhi To Ho

wahan main jaun magar kuchh mera bhala bhi to ho

wo phul bagh-e-badan mein khila hua bhi to ho

KHuda ko pujne lag jaun chhoD kar but ko

buton ke jaise badan wala wo KHuda bhi to ho

main masjidon ke kinare se lauT aata hun

kahin sawab ka dariya baha hua bhi to ho

bahut miThas bhi be-zaiqa si hone lagi

wo KHush-mizaj kisi baat par KHafa bhi to ho

use mujhe hi uTha kar gale lagana tha

ki us ke panw koi aur yun paDa bhi to ho

(811) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Wahan Main Jaun Magar Kuchh Mera Bhala Bhi To Ho In English By Famous Poet Farhat Ehsas. Wahan Main Jaun Magar Kuchh Mera Bhala Bhi To Ho is written by Farhat Ehsas. Read famous Poem Wahan Main Jaun Magar Kuchh Mera Bhala Bhi To Ho for youth and Student by Farhat Ehsas. Free Download Wahan Main Jaun Magar Kuchh Mera Bhala Bhi To Ho in PDF.