Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d8bb01e667f5dc1f2896b8361707e56c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Rakh UDti Hui Baalon Mein Nazar Aati Hai - Farah Iqbal Poetry In English - Darsaal

Rakh UDti Hui Baalon Mein Nazar Aati Hai

rakh uDti hui baalon mein nazar aati hai

umr guzre hue salon mein nazar aati hai

jab bhi khola hai ye mazi ka daricha main ne

koi taswir KHayalon mein nazar aati hai

sham ke sath jo jadu ho nigahon ka teri

sham waisi mere galon mein nazar aati hai

basti dil mein jahan rose tha hangama naya

wo bhi ujDe hue haalon mein nazar aati hai

kabhi tanhai jo raaton ko satati thi hamein

ab wahi din ke ujalon mein nazar aati hai

(968) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Rakh UDti Hui Baalon Mein Nazar Aati Hai In English By Famous Poet Farah Iqbal. Rakh UDti Hui Baalon Mein Nazar Aati Hai is written by Farah Iqbal. Read famous Poem Rakh UDti Hui Baalon Mein Nazar Aati Hai for youth and Student by Farah Iqbal. Free Download Rakh UDti Hui Baalon Mein Nazar Aati Hai in PDF.