Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_8690b8b2267bf31fab1f081a23c6138b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kucha-e-jaanan Mein Ja Nikle Jo Ghilman Bhul Kar - Fani Badayuni Poetry In English - Darsaal

Kucha-e-jaanan Mein Ja Nikle Jo Ghilman Bhul Kar

kucha-e-jaanan mein ja nikle jo ghilman bhul kar

yaad ho us ko na phir gulzar-e-rizwan bhul kar

sang-dil be-mehr be-din bewafa samjhe na hum

kar diye sadqe hasinon par dil o jaan bhul kar

bosa-e-abru ko le kar munh pe khai hum ne tegh

kuchh kiya tum ne na pas-e-tegh uryan bhul kar

kar ke tauba qaul hai ab hazrat-e-dil ka yahi

ab kabhi lenge na nam-e-ishq-e-KHuban bhul kar

KHun rulaya umr bhar 'shaukat' firaq-e-yar ne

marte marte bhi na nikla koi arman bhul kar

(845) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kucha-e-jaanan Mein Ja Nikle Jo Ghilman Bhul Kar In English By Famous Poet Fani Badayuni. Kucha-e-jaanan Mein Ja Nikle Jo Ghilman Bhul Kar is written by Fani Badayuni. Read famous Poem Kucha-e-jaanan Mein Ja Nikle Jo Ghilman Bhul Kar for youth and Student by Fani Badayuni. Free Download Kucha-e-jaanan Mein Ja Nikle Jo Ghilman Bhul Kar in PDF.