Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_599f6a430f57e9291fd2461bdfed32e3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ek Tishna-lab Ne BaDh Ke Jo Saghar UTha Liya - Fana Nizami Kanpuri Poetry In English - Darsaal

Ek Tishna-lab Ne BaDh Ke Jo Saghar UTha Liya

ek tishna-lab ne baDh ke jo saghar uTha liya

har bul-hawas ne mai-kada sar par uTha liya

maujon ke ittihad ka aalam na puchhiye

qatra uTha aur uTh ke samundar uTha liya

tartib de raha tha main fahrist-e-dushmanan

yaron ne itni baat pe KHanjar uTha liya

main aisa bad-nasib ki jis ne azal ke roz

phenka hua kisi ka muqaddar uTha liya

(1040) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ek Tishna-lab Ne BaDh Ke Jo Saghar UTha Liya In English By Famous Poet Fana Nizami Kanpuri. Ek Tishna-lab Ne BaDh Ke Jo Saghar UTha Liya is written by Fana Nizami Kanpuri. Read famous Poem Ek Tishna-lab Ne BaDh Ke Jo Saghar UTha Liya for youth and Student by Fana Nizami Kanpuri. Free Download Ek Tishna-lab Ne BaDh Ke Jo Saghar UTha Liya in PDF.