Sad Poetry of Fana Bulandshahri
Poet Name | Fana Bulandshahri |
---|
Ai Fana Meri Mayyat Pe Kahte Hain Wo
Ye Tamanna Hai Ki Is Tarah Musalman Hota
Wo Aur Honge Jinko Haram Ki Talash Hai
Un Ke Jalwon Pe Hama-waqt Nazar Hoti Hai
Tum Ho Sharik-e-gham To Mujhe Koi Gham Nahin
Tujhe Dhundhti Hain Nazren Mujhe Ek Jhalak Dikha Ja
Teri Nazron Pe Tasadduq Aaj Ahl-e-hosh Hain
Tera Gham Rahe Salamat Yahi Meri Zindagi Hai
Nikle Wo Phul Ban Ke Tere Gulsitan Se Hum
Mujhko Duniya Ke Har Ek Gham Se Chhuda Rakkha Hai
Meri Lau Lagi Hai Tujhse Gham-e-zindagi Mita De
Mere Dagh-e-dil Wo Charagh Hain Nahin Nisbaten Jinhen Sham Se
Maqam-e-hosh Se Guzra Makan Se La-makan Pahuncha
Mail-ba-karam Mujh Par Ho Jaen To Achchha Ho
Kis Tarah Chhod Dun Ai Yar Main Chahat Teri
Kis Ko Sunaun Haal-e-gham Koi Gham-ashna Nahin
Kafir-e-ishq Ko Kya Se Kya Kar Diya
Jo Mita Hai Tere Jamal Par Wo Har Ek Gham Se Guzar Gaya
Jalwa Jo Tere Rukh Ka Ehsas Mein Dhal Jae
Jab Tak Mere Honton Pe Tera Nam Rahega
Haram Hai Kya Chiz Dair Kya Hai Kisi Pe Meri Nazar Nahin Hai
Har Ghadi Pesh-e-nazar Ishq Mein Kya Kya Na Raha
Han Wahi Ishq-o-mohabbat Ki Jila Hoti Hai
Hai Wajh Koi Khas Meri Aankh Jo Nam Hai
Gham-e-duniya Gham-e-hasti Gham-e-ulfat Gham-e-dil
Duniya Ke Har Khayal Se Begana Kar Diya
Ba-hosh Wahi Hain Diwane Ulfat Mein Jo Aisa Karte Hain
Andhere Lakh Chha Jaen Ujala Kam Nahin Hota
Ai Sanam Tujhko Hum Bhula Na Sake
Ai Sanam Der Na Kar Anjuman-ara Ho Ja