Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_87b83db30b79085843d2b945d27a6f85, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jaenge Kahan Sar Pe Jab Aa Jaega Suraj - Fakhr Zaman Poetry In English - Darsaal

Jaenge Kahan Sar Pe Jab Aa Jaega Suraj

jaenge kahan sar pe jab aa jaega suraj

wo log jo diwar ke sae mein khaDe hain

allah ye lamha to qayamat ki ghaDi hai

insan se insan ke sae bhi baDe hain

har moD pe hain sar-ba-falak qasr-numayan

har moD pe kashkol liye log khaDe hain

is darja girani hai ki patthar nahin milte

qabron pe saliben nahin insan gaDe hain

(797) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jaenge Kahan Sar Pe Jab Aa Jaega Suraj In English By Famous Poet Fakhr Zaman. Jaenge Kahan Sar Pe Jab Aa Jaega Suraj is written by Fakhr Zaman. Read famous Poem Jaenge Kahan Sar Pe Jab Aa Jaega Suraj for youth and Student by Fakhr Zaman. Free Download Jaenge Kahan Sar Pe Jab Aa Jaega Suraj in PDF.