Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_78370512695f002c8833461866dcd411, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Resham Zulf Ke Tar Bhi Baaten Karte Hain - Fakhr Abbas Poetry In English - Darsaal

Resham Zulf Ke Tar Bhi Baaten Karte Hain

resham zulf ke tar bhi baaten karte hain

us ke to ruKHsar bhi baaten karte hain

itna waqt main deta hun us laDki ko

ab to mere yar bhi baaten karte hain

sau afsane ban jate hain donon ke

hum donon do chaar bhi baaten karte hain

har ek sher nahin ho sakta achchha sher

shair kuchh be-kar bhi baaten karte hain

itne zaKHm dikhata hun main aae din

mujh ko to gham-KHwar bhi baaten karte hain

(1054) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Resham Zulf Ke Tar Bhi Baaten Karte Hain In English By Famous Poet Fakhr Abbas. Resham Zulf Ke Tar Bhi Baaten Karte Hain is written by Fakhr Abbas. Read famous Poem Resham Zulf Ke Tar Bhi Baaten Karte Hain for youth and Student by Fakhr Abbas. Free Download Resham Zulf Ke Tar Bhi Baaten Karte Hain in PDF.