Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9eeae8331dadf18f24b5288c27a0e822, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mere Wajud Ko Maujudgi Dikhati Thi - Faizan Hashmi Poetry In English - Darsaal

Mere Wajud Ko Maujudgi Dikhati Thi

mere wajud ko maujudgi dikhati thi

diye ki lau mujhe diwar ka batati thi

main jab zamin se zohra pe jaya karta tha

tu kaenat ki zanjir khinchi jati thi

wo kya kiran thi jo aati thi mere sine mein

tumhaari dhup jab is jald tak na aati thi

main us ko KHwab mein kuchh aise dekha karta tha

tamam raat wo sote mein muskuraati thi

ajib waqt tha is bench par baghaicha mein

ki din gaya nahin hota tha raat aati thi

(890) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mere Wajud Ko Maujudgi Dikhati Thi In English By Famous Poet Faizan Hashmi. Mere Wajud Ko Maujudgi Dikhati Thi is written by Faizan Hashmi. Read famous Poem Mere Wajud Ko Maujudgi Dikhati Thi for youth and Student by Faizan Hashmi. Free Download Mere Wajud Ko Maujudgi Dikhati Thi in PDF.