Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_326569a89513ac1b54ca8c08dbb0733f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Turk Shaer Nazim-hikmat Ke Afkar - Faiz Ahmad Faiz Poetry In English - Darsaal

Turk Shaer Nazim-hikmat Ke Afkar

jine ke liye marna

ye kaisi saadat hai

marne ke liye jina

ye kaisi himaqat hai

akele jiyo ek shamshad-tan ki tarah

aur mil kar jiyo

ek ban ki tarah

hum ne ummid ke sahaare par

TuT kar yun hi zindagi ki hai

jis tarah tum se aashiqi ki hai

(3184) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Turk Shaer Nazim-hikmat Ke Afkar In English By Famous Poet Faiz Ahmad Faiz. Turk Shaer Nazim-hikmat Ke Afkar is written by Faiz Ahmad Faiz. Read famous Poem Turk Shaer Nazim-hikmat Ke Afkar for youth and Student by Faiz Ahmad Faiz. Free Download Turk Shaer Nazim-hikmat Ke Afkar in PDF.