Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_74b7cef4dd6683e704e4cdc471ed5301, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kuchh Din Se Intizar-e-sawal-e-digar Mein Hai - Faiz Ahmad Faiz Poetry In English - Darsaal

Kuchh Din Se Intizar-e-sawal-e-digar Mein Hai

kuchh din se intizar-e-sawal-e-digar mein hai

wo muzmahil haya jo kisi ki nazar mein hai

sikhi yahin mere dil-e-kafir ne bandagi

rabb-e-karim hai tu teri rahguzar mein hai

mazi mein jo maza meri sham-o-sahar mein tha

ab wo faqat tasawwur-e-sham-o-sahar mein hai

kya jaane kis ko kis se hai ab dad ki talab

wo gham jo mere dil mein hai teri nazar mein hai

(2620) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kuchh Din Se Intizar-e-sawal-e-digar Mein Hai In English By Famous Poet Faiz Ahmad Faiz. Kuchh Din Se Intizar-e-sawal-e-digar Mein Hai is written by Faiz Ahmad Faiz. Read famous Poem Kuchh Din Se Intizar-e-sawal-e-digar Mein Hai for youth and Student by Faiz Ahmad Faiz. Free Download Kuchh Din Se Intizar-e-sawal-e-digar Mein Hai in PDF.