Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6f424976bc3f5c491e9b2d0b4ca30f99, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dukh Nahin Hai Ki Jal Raha Hun Main - Faisal Ajmi Poetry In English - Darsaal

Dukh Nahin Hai Ki Jal Raha Hun Main

dukh nahin hai ki jal raha hun main

raushni mein badal raha hun main

TuTta hai to TuT jaane do

aaine se nikal raha hun main

rizq milta hai kitni mushkil se

jaise patthar mein pal raha hun main

har KHazane ko mar di Thokar

aur ab hath mal raha hun main

KHauf gharqab ho gaya 'faisal'

ab samundar pe chal raha hun main

(855) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dukh Nahin Hai Ki Jal Raha Hun Main In English By Famous Poet Faisal Ajmi. Dukh Nahin Hai Ki Jal Raha Hun Main is written by Faisal Ajmi. Read famous Poem Dukh Nahin Hai Ki Jal Raha Hun Main for youth and Student by Faisal Ajmi. Free Download Dukh Nahin Hai Ki Jal Raha Hun Main in PDF.