Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4d04f4e9103e086776c028afddd94512, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sahaare Jaane-pahchane Bana Lun - Fahmi Badayuni Poetry In English - Darsaal

Sahaare Jaane-pahchane Bana Lun

sahaare jaane-pahchane bana lun

sutunon par tere shane bana lun

ijazat ho to apni shaeri se

tere do chaar diwane bana lun

tera saya paDa tha jis jagah par

main us ke niche tah-KHane bana lun

tere moze yahin par rah gae hain

main in se apne dastane bana lun

abhi KHali na kar KHud ko Thahar ja

main apni ruh mein KHane bana lun

(1873) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Sahaare Jaane-pahchane Bana Lun In English By Famous Poet Fahmi Badayuni. Sahaare Jaane-pahchane Bana Lun is written by Fahmi Badayuni. Read famous Poem Sahaare Jaane-pahchane Bana Lun for youth and Student by Fahmi Badayuni. Free Download Sahaare Jaane-pahchane Bana Lun in PDF.