Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e897648ca19616e6228376d419d10cb0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Retile Ho Jate Hain - Fahmi Badayuni Poetry In English - Darsaal

Jab Retile Ho Jate Hain

jab retile ho jate hain

parwat Tile ho jate hain

toDe jate hain jo shishe

wo nokile ho jate hain

bagh dhuen mein rahta hai to

phal zahrile ho jate hain

nadari mein aaghoshon ke

bandhan Dhile ho jate hain

phulon ko surKHi dene mein

patte pile ho jate hain

(2561) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Jab Retile Ho Jate Hain In English By Famous Poet Fahmi Badayuni. Jab Retile Ho Jate Hain is written by Fahmi Badayuni. Read famous Poem Jab Retile Ho Jate Hain for youth and Student by Fahmi Badayuni. Free Download Jab Retile Ho Jate Hain in PDF.