Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c6e1d487b5948a95f495a76f6b3d3775, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ab To Kuchh Bhi Yaad Nahin - Faheem Shanas Kazmi Poetry In English - Darsaal

Ab To Kuchh Bhi Yaad Nahin

kitne manzar TuT ke girte rahte hain

in aaankhon se

yaKH-basta patalon mein

kitne dukh har lamha lipTe rahte hain

ujle panw ke chhaalon se

kin yaadon ka bojh uThae

phirte hain

hum zehnon mein

jo baqi nahin hawalon mein

chandni jaise kitne hi jism

Dubte Dubte chiKH rahe the

miTTi ke kachche pyalon mein

aur ab to kuchh aisa hai

jin ki KHatir hum ne sari umr ganwai

yaad nahin wo aae

guzre salon mein

(729) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ab To Kuchh Bhi Yaad Nahin In English By Famous Poet Faheem Shanas Kazmi. Ab To Kuchh Bhi Yaad Nahin is written by Faheem Shanas Kazmi. Read famous Poem Ab To Kuchh Bhi Yaad Nahin for youth and Student by Faheem Shanas Kazmi. Free Download Ab To Kuchh Bhi Yaad Nahin in PDF.