Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_df0176d7fd666ecf87479c17593916aa, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Usi Jannat Jahannam Mein Marunga - Ejaz Gul Poetry In English - Darsaal

Usi Jannat Jahannam Mein Marunga

usi jannat jahannam mein marunga

gae mausam ko aawazen na dunga

nae jismon se maqtal jagte hain

nae logon ke raste par chalunga

meri aankhen salamat hain to phir main

parae KHwab le kar kya karunga

lahu ki surKHiyan mere alam hain

KHizan ke zard lashkar se laDunga

kisi KHitte mein qatl-e-raushni ho

main apne shahr par nauha kahunga

aur us par jo sitam TuTega us ko

tumhaare nam likkhunga sahunga

(931) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Usi Jannat Jahannam Mein Marunga In English By Famous Poet Ejaz Gul. Usi Jannat Jahannam Mein Marunga is written by Ejaz Gul. Read famous Poem Usi Jannat Jahannam Mein Marunga for youth and Student by Ejaz Gul. Free Download Usi Jannat Jahannam Mein Marunga in PDF.