Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1d7eb123439cc87ff3c13513aa500824, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Surat-e-sahar Jaun Aur Dar-ba-dar Jaun - Ejaz Gul Poetry In English - Darsaal

Surat-e-sahar Jaun Aur Dar-ba-dar Jaun

surat-e-sahar jaun aur dar-ba-dar jaun

ab to faisla Thahra raat se guzar jaun

wahimon ke zindan ka zehn zehn qaidi hai

bol fikr-e-tabinda main kidhar kidhar jaun

meri na-rasai se qafila na ruk jae

main ki pa-shikasta hun raste mein mar jaun

ishq ki sadaqat par jabki mera iman hai

kaise KHud-kushi kar lun kyun bikhar bikhar jaun

(748) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Surat-e-sahar Jaun Aur Dar-ba-dar Jaun In English By Famous Poet Ejaz Gul. Surat-e-sahar Jaun Aur Dar-ba-dar Jaun is written by Ejaz Gul. Read famous Poem Surat-e-sahar Jaun Aur Dar-ba-dar Jaun for youth and Student by Ejaz Gul. Free Download Surat-e-sahar Jaun Aur Dar-ba-dar Jaun in PDF.