Two Lines Poetry of Ejaz Gul - 2 Lines Poetry - Couplets From Ejaz Gul
Poet Name | Ejaz Gul |
---|
Utha Rakhi Hai Kisi Ne Kaman Suraj Ki
Sust-rau Musafir Ki Qismaton Pe Kya Rona
Qismat Ki Kharabi Hai Ki Jata Hun Ghalat Samt
Paya Na Kuchh Khala Ke Siwa Aks-e-hairati
Natija Ek Sa Nikla Dimagh Aur Dil Ka
Nahin Khulta Ki Aakhir Ye Tilismati Tamasha Sa
Mashq-e-sukhan Mein Dil Bhi Hamesha Se Hai Sharik
Main Umr Ko To Mujhe Umr Khinchti Hai Ulat
Kuchh Der Thahar Aur Zara Dekh Tamasha
Koi Sabab To Hai Aisa Ki Ek Umr Se Hain
Kabhi Qatar Se Bahar Kabhi Qatar Ke Bich
Jo Qissa-go Ne Sunaya Wahi Suna Gaya Hai
Hua Ke Khel Mein Shirkat Ke Waste Mujhko
Hota Hai Phir Wo Aur Kisi Yaad Ke Supurd
Ho Nahin Paya Hai Samjhauta Kabhi Donon Ke Bich
Har Mulaqat Ka Anjam Judai Tha Agar
Hairat Hai Sab Talash Pe Uski Rahe Musir
Dinon Mahinon Aankhen Roin Nai Ruton Ki Khwahish Mein
Dhup Jawani Ka Yarana Apni Jagah
Dar Khol Ke Dekhun Zara Idrak Se Bahar
Chaha Tha Mafar Dil Ne Magar Zulf-e-girah-gir
Bujhi Nahin Mere Aatish-kade Ki Aag Abhi
Be-sabab Jama To Karta Nahin Tir O Tarkash
Atwar Uske Dekh Ke Aata Nahin Yaqin
Ajib Shakhs Tha Main Bhi Bhula Nahin Paya