Two Lines Poetry of Ehsan Danish - 2 Lines Poetry - Couplets From Ehsan Danish (page 1)
Poet Name | Ehsan Danish |
---|---|
Birth Date | 1915 |
Death Date | 1982 |
Birth Place | Pakistan |
Zabt Bhi Sabr Bhi Imkan Mein Sab Kuchh Hai Magar
Ye Ujalon Ke Jazire Ye Sarabon Ke Dayar
Ye Udi Udi Si Rangat Ye Khule Khule Se Gesu
Ye Kaun Hans Ke Sehn-e-chaman Se Guzar Gaya
Wafa Ka Ahd Tha Dil Ko Sambhaalne Ke Liye
Uttha Jo Abr Dil Ki Umangen Chamak Uthin
Tum Sada-mizaji Se Mite Phirte Ho Jis Par
Sunta Hun Surangon The Farishte Mere Huzur
Shorish-e-ishq Mein Hai Husn Barabar Ka Sharik
Sata Lo Mujhe Zindagi Mein Sata Lo
Rahta Nahin Insan To Mit Jata Hai Gham Bhi
Na Jaane Mohabbat Ka Anjam Kya Hai
Marne Wale Fana Bhi Parda Hai
Maqsad-e-zist Gham-e-ishq Hai Sahra Ho Ki Shahr
Main Jis Raftar Se Tufan Ki Jaanib Badhta Jata Hun
Main Hairan Hun Ki Kyun Us Se Hui Thi Dosti Apni
Log Yun Dekh Ke Hans Dete Hain
Kuchh Log Jo Sawar Hain Kaghaz Ki Naw Par
Kuchh Apne Saz-e-nafas Ki Na Qadr Ki Tu Ne
Kise Khabar Thi Ki Ye Daur-e-khud-gharaz Ek Din
Kis Kis Ki Zaban Rokne Jaun Teri Khatir
Khak Se Sainkadon Uge Khurshid
Kaun Deta Hai Mohabbat Ko Parastish Ka Maqam
Husn Ko Duniya Ki Aankhon Se Na Dekh
Hum Haqiqat Hain To Taslim Na Karne Ka Sabab
Hum Chatanen Hain Koi Ret Ke Sahil To Nahi
Han Aapko Dekha Tha Mohabbat Se Hamin Ne
Fusun-e-sher Se Hum Us Mah-e-gurezan Ko
Ehsan Apna Koi Bure Waqt Ka Nahin
Ehsan Aisa Talkh Jawab-e-wafa Mila