Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e389ac5a587d3be24aa9db22e7d8ad41, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Shor Se Bachchon Ke Ghabraate Hain Ghar Par Aur Hum - Dilawar Figar Poetry In English - Darsaal

Shor Se Bachchon Ke Ghabraate Hain Ghar Par Aur Hum

shor se bachchon ke ghabraate hain ghar par aur hum

warna KHud hi sochiye sahab ki daftar aur hum

tu to ghar mein so raha hai yar tujh ko kya KHabar

gate par zaKHmi paDe hain gate-keeper aur hum

hai jagah dil mein to ek ghar mein guzara karte hain

aaTh bachche ek begam chaar shauhar aur hum

ghar ki tahzib aur hai daftar ka culture aur hai

ghar ke andar aur hain hum ghar ke bahar aur hum

(1197) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Shor Se Bachchon Ke Ghabraate Hain Ghar Par Aur Hum In English By Famous Poet Dilawar Figar. Shor Se Bachchon Ke Ghabraate Hain Ghar Par Aur Hum is written by Dilawar Figar. Read famous Poem Shor Se Bachchon Ke Ghabraate Hain Ghar Par Aur Hum for youth and Student by Dilawar Figar. Free Download Shor Se Bachchon Ke Ghabraate Hain Ghar Par Aur Hum in PDF.