Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cfe42b7e5cb693b242baa9441e0d36a2, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Sirf Wo Nahin Jo Nazar Aa Gaya Tujhe - Dil Ayubi Poetry In English - Darsaal

Main Sirf Wo Nahin Jo Nazar Aa Gaya Tujhe

main sirf wo nahin jo nazar aa gaya tujhe

muzhda phir izn-e-bar-e-digar aa gaya tujhe

sahra mein jaan dene ke mauqe to ab bhi hain

wo kya junun tha le ke jo ghar aa gaya tujhe

pahle kabhi to maut ko tujh se gila na tha

jine ka aaj kaise hunar aa gaya tujhe

is daur mein ye faKHr bhi kis ko nasib hai

chehra to aaine mein nazar aa gaya tujhe

is shahr mein to kuchh nahin ruswai ke siwa

ai 'dil' ye ishq le ke kidhar aa gaya tujhe

(922) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Sirf Wo Nahin Jo Nazar Aa Gaya Tujhe In English By Famous Poet Dil Ayubi. Main Sirf Wo Nahin Jo Nazar Aa Gaya Tujhe is written by Dil Ayubi. Read famous Poem Main Sirf Wo Nahin Jo Nazar Aa Gaya Tujhe for youth and Student by Dil Ayubi. Free Download Main Sirf Wo Nahin Jo Nazar Aa Gaya Tujhe in PDF.