Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1e323b4fff59b796ec43650a4d3f799f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dua Hamari Kabhi Ba-asar Nahin Hoti - Danish Farahi Poetry In English - Darsaal

Dua Hamari Kabhi Ba-asar Nahin Hoti

dua hamari kabhi ba-asar nahin hoti

tumhaari hum pe karam ki nazar nahin hoti

main kya bataun tere gham mein kya guzarti hai

wo kaun lamha hai jab aankh tar nahin hoti

ilaj-e-dard-e-mohabbat jo ho to kyun kar ho

ilahi koi dawa kargar nahin hoti

tere KHayal mein rahta hun main jo gum ai dost

mujhe zamane ki kuchh bhi KHabar nahin hoti

ujala kaise nazar aaega kahin tum ko

shab-e-firaq ki 'danish' sahar nahin hoti

(1068) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dua Hamari Kabhi Ba-asar Nahin Hoti In English By Famous Poet Danish Farahi. Dua Hamari Kabhi Ba-asar Nahin Hoti is written by Danish Farahi. Read famous Poem Dua Hamari Kabhi Ba-asar Nahin Hoti for youth and Student by Danish Farahi. Free Download Dua Hamari Kabhi Ba-asar Nahin Hoti in PDF.