Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_469a5bab9ee70bcbb441af52bee55664, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Agar Main Unki Nigahon Se Gir Gaya Hota - Danish Aligarhi Poetry In English - Darsaal

Agar Main Unki Nigahon Se Gir Gaya Hota

agar main un ki nigahon se gir gaya hota

to aaj apni nazar se utar gaya hota

tere firaq ne ki zindagi ata mujh ko

tera visal jo milta to mar gaya hota

jo tum ne pyar se aawaz mujh ko di hoti

rah-e-hayat se hans kar guzar gaya hota

jo jhuT-muT hi tum mujh ko apna kah dete

to mere pyar ka har qarz utar gaya hota

jo ek nigah-e-karam un ki paDti ai 'danish'

to mera bigDa muqaddar sanwar gaya hota

(1115) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Agar Main Unki Nigahon Se Gir Gaya Hota In English By Famous Poet Danish Aligarhi. Agar Main Unki Nigahon Se Gir Gaya Hota is written by Danish Aligarhi. Read famous Poem Agar Main Unki Nigahon Se Gir Gaya Hota for youth and Student by Danish Aligarhi. Free Download Agar Main Unki Nigahon Se Gir Gaya Hota in PDF.