Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_dec99f7a9e06466cdaccb55a0d6073fd, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Se Tera Karam Hai Banda-nawaz - Chiragh Hasan Hasrat Poetry In English - Darsaal

Jab Se Tera Karam Hai Banda-nawaz

jab se tera karam hai banda-nawaz

soz hai soz aur na saz hai saz

main hun aur meri be-par-o-baali

dil hai aur dil ki jurat-e-parwaz

husn ki barhami maaz-allah

gesuon ke bikharne ka andaz

zulf-e-barham jhuki hui nazren

gardan-e-naz mein kamand-e-niyaz

qadd-e-baala o daman-e-kotah

manzil-e-ishq ke nasheb o faraaz

qata hone laga hai rishta-e-zist

ai gham-e-yar teri umr daraaz

(1326) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Se Tera Karam Hai Banda-nawaz In English By Famous Poet Chiragh Hasan Hasrat. Jab Se Tera Karam Hai Banda-nawaz is written by Chiragh Hasan Hasrat. Read famous Poem Jab Se Tera Karam Hai Banda-nawaz for youth and Student by Chiragh Hasan Hasrat. Free Download Jab Se Tera Karam Hai Banda-nawaz in PDF.