Two Lines Poetry of Chakbast Brij Narayan - 2 Lines Poetry - Couplets From Chakbast Brij Narayan
Poet Name | Chakbast Brij Narayan |
---|---|
Birth Date | 1882 |
Death Date | 1926 |
Birth Place | Lucknow |
Zindagi Kya Hai Anasir Mein Zuhur-e-tartib
Zaban-e-haal Se Ye Lucknow Ki Khak Kahti Hai
Ye Kaisi Bazm Hai Aur Kaise Uske Saqi Hain
Watan Ki Khak Se Mar Kar Bhi Hum Ko Uns Baqi Hai
Naya Bismil Hun Main Waqif Nahin Rasm-e-shahadat Se
Maza Hai Ahd-e-jawani Mein Sar Patakne Ka
Manzil-e-ibrat Hai Duniya Ahl-e-duniya Shad Hain
Lucknow Mein Phir Hui Aarasta Bazm-e-sukhan
Kiya Hai Fash Parda Kufr-o-din Ka Is Qadar Maine
Khuda Ne Ilm Bakhsha Hai Adab Ahbab Karte Hain
Jo Tu Kahe To Shikayat Ka Zikr Kam Kar Den
Isko Na-qadri-e-alam Ka Sila Kahte Hain
Hai Mera Zabt-e-junun Josh-e-junun Se Badh Kar
Gunah-garon Mein Shamil Hain Gunahon Se Nahin Waqif
Ek Silsila Hawas Ka Hai Insan Ki Zindagi
Ek Saghar Bhi Inayat Na Hua Yaad Rahe
Charagh Qaum Ka Raushan Hai Arsh Par Dil Ke
Azizan-e-watan Ko Ghuncha O Barg O Samar Jaana
Agar Dard-e-mohabbat Se Na Insan Aashna Hota
Adab Talim Ka Jauhar Hai Zewar Hai Jawani Ka