Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d2a127e131f195eeaae99ffd0c87f733, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Meri Zindagi Hai Tanha Tumhein Kuchh Asar To Hota - Bubbles Hora Saba Poetry In English - Darsaal

Meri Zindagi Hai Tanha Tumhein Kuchh Asar To Hota

meri zindagi hai tanha tumhein kuchh asar to hota

koi dost tum sa hota koi ham-safar to hota

ye tamam sae apne chalun kab talak sameTe

koi ham-nashin to hota koi chaara-gar to hota

kabhi kuchh guman hota mujhe manzilon ka apni

jise apna hum ne samjha wahi rahbar to hota

main kahan se laun qismat jo banun tumhaare qabil

ki tumhaare ghar ke aage mera koi ghar to hota

hai ajib kashmakash mein ye 'saba' ki bandagi bhi

kabhi un ke dar ke laeq kabhi mera sar to hota

(971) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Meri Zindagi Hai Tanha Tumhein Kuchh Asar To Hota In English By Famous Poet Bubbles Hora Saba. Meri Zindagi Hai Tanha Tumhein Kuchh Asar To Hota is written by Bubbles Hora Saba. Read famous Poem Meri Zindagi Hai Tanha Tumhein Kuchh Asar To Hota for youth and Student by Bubbles Hora Saba. Free Download Meri Zindagi Hai Tanha Tumhein Kuchh Asar To Hota in PDF.