Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_46e52789c28b5cad334e63d9be5bdb9c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ris Raha Hai Muddat Se Koi Pahla Gham Mujh Mein - Bilal Ahmad Poetry In English - Darsaal

Ris Raha Hai Muddat Se Koi Pahla Gham Mujh Mein

ris raha hai muddat se koi pahla gham mujh mein

rasta banata hai aansuon ka nam mujh mein

tujh se yun shahanshaha ho to kya shikayat ho

gah shor karte hain tere besh o kam mujh mein

main wo lauh-e-sada hun jo tujhe ayan kar de

raushni ke KHat mein hai ek nafas raqam mujh mein

umr ki udasi ke dusre kinare par

ek ajnabi chehra ho raha hai zam mujh mein

tai hua ki marna to lazmi natija hai

ghunT ghunT girta hai zindagi ka sam mujh mein

(797) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ris Raha Hai Muddat Se Koi Pahla Gham Mujh Mein In English By Famous Poet Bilal Ahmad. Ris Raha Hai Muddat Se Koi Pahla Gham Mujh Mein is written by Bilal Ahmad. Read famous Poem Ris Raha Hai Muddat Se Koi Pahla Gham Mujh Mein for youth and Student by Bilal Ahmad. Free Download Ris Raha Hai Muddat Se Koi Pahla Gham Mujh Mein in PDF.