Two Lines Poetry of Bhartendu Harishchandra - 2 Lines Poetry - Couplets From Bhartendu Harishchandra
Poet Name | Bhartendu Harishchandra |
---|---|
Birth Date | 1850 |
Death Date | 1885 |
Birth Place | Varanasi |
Ye Kah Do Bas Maut Se Ho Rukhsat Kyun Nahaq Aai Hai Uski Shamat
Ye Chaar Din Ke Tamashe Hain Aah Duniya Ke
Rukh-e-raushan Pe Uski Gesu-e-shab-gun Latakte Hain
Qabr Mein Rahat Se Soe The Na Tha Mahshar Ka Khauf
Na Bosa Lene Dete Hain Na Lagte Hain Gale Mere
Masal Sach Hai Bashar Ki Qadar Neamat Baad Hoti Hai
Mar Gae Hum Par Na Aae Tum Khabar Ko Ai Sanam
Kisi Pahlu Nahin Chain Aata Hai Ushshaq Ko Tere
Kisi Pahlu Nahin Aaram Aata Tere Aashiq Ko
Kis Gul Ke Tasawwur Mein Hai Ai Lala Jigar-khun
Jahan Dekho Wahan Maujud Mera Kirshn Pyara Hai
Ho Gaya Laghar Jo Us Laila-ada Ke Ishq Mein
Gulabi Gal Par Kuchh Rang Mujhko Bhi Jamane Do
Ghafil Itna Husn Pe Ghurra Dhyan Kidhar Hai Tauba Kar
Chhani Kahan Na Khak Na Paya Kahin Tumhein
But-e-kafir Jo Tu Mujhse Khafa Ho
Baat Karne Mein Jo Lab Uske Hue Zer-o-zabar
Ai Rasa Jaisa Hai Bargashta Zamana Humse
Abhi To Aae Ho Jaldi Kahan Hai Jaane Ki
Aa Jae Na Dil Aap Ka Bhi Aur Kisi Par