Two Lines Poetry of Bharat Bhushan Pant - 2 Lines Poetry - Couplets From Bharat Bhushan Pant
Poet Name | Bharat Bhushan Pant |
---|
Ye Suraj Kab Nikalta Hai Unhin Se Puchhna Hoga
Ye Sab To Duniya Mein Hota Rahta Hai
Ye Kya Ki Roz Ubharte Ho Roz Dubte Ho
Ye Kya Ki Roz Pahunch Jata Hun Main Ghar Apne
Yaad Bhi Aata Nahin Kuchh Bhulta Bhi Kuchh Nahin
Warna To Hum Manzar Aur Pas-manzar Mein Uljhe Rahte
Use Ek But Ke Aage Sar Jhukate Sab Ne Dekha Hai
Ummidon Se Parda Rakkha Khushiyon Se Mahrum Rahin
Tu Hamesha Mangta Rahta Hai Kyun Gham Se Najat
Suraj Se Us Ka Nam-o-nasab Puchhta Tha Main
Shayad Bata Diya Tha Kisi Ne Mera Pata
Sabab Khamoshiyon Ka Main Nahin Tha
Maine Mana Ek Guhar Hun Phir Bhi Sadaf Mein Hun
Main Thodi Der Bhi Aankhon Ko Apni Band Kar Lun To
Main Apne Lafz Yun Baaton Mein Zae Kar Nahin Sakta
Main Ab Jo Har Kisi Se Ajnabi Sa Pesh Aata Hun
Kitna Aasan Tha Bachpan Mein Sulana Hum Ko
Khamoshi Mein Chahe Jitna Begana-pan Ho
Kahin Jaise Main Koi Chiz Rakh Kar Bhul Jata Hun
Jaane Kitne Log Shamil The Meri Takhliq Mein
Itni Si Baat Raat Pata Bhi Nahin Lagi
Itna To Samajhte The Hum Bhi Uski Majburi
Is Tarah To Aur Bhi Diwangi Badh Jaegi
Hum Wo Sahra Ke Musafir Hain Abhi Tak Jin Ki
Hum Sarabon Mein Hue Dakhil To Ye Hum Par Khula
Hum Kafiron Ne Shauq Mein Roza To Rakh Liya
Har Ghadi Tera Tasawwur Har Nafas Tera Khayal
Hamari Baat Kisi Ki Samajh Mein Kyun Aati
Hamare Haal Pe Ab Chhod De Hamein Duniya
Ghar Se Nikal Kar Jata Hun Main Roz Kahan