Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6088ef5ba46bf06c59c37c37ff2ac690, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hain Nikhat-e-gul Bagh Mein Ai Baad-e-saba Hum - Bekhud Dehlvi Poetry In English - Darsaal

Hain Nikhat-e-gul Bagh Mein Ai Baad-e-saba Hum

hain nikhat-e-gul bagh mein ai baad-e-saba hum

dam bhar mein numudar hain dam bhar mein fana hum

tashrif to le aaen wo ruThe rahen hum se

jhagDa to miTe sulh bhi ho jaegi baham

hum tere shanasa hain hamein ghair se kya kaam

aagah kisi se bhi nahin tere siwa hum

puchha tha ye main ne ki miTaega mujhe kaun

qismat abhi KHamosh thi jo us ne kaha hum

wo kahte hain dawa hai use hosh-o-KHirad ka

'beKHud' ko pilaenge mai-e-hosh-ruba hum

(960) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hain Nikhat-e-gul Bagh Mein Ai Baad-e-saba Hum In English By Famous Poet Bekhud Dehlvi. Hain Nikhat-e-gul Bagh Mein Ai Baad-e-saba Hum is written by Bekhud Dehlvi. Read famous Poem Hain Nikhat-e-gul Bagh Mein Ai Baad-e-saba Hum for youth and Student by Bekhud Dehlvi. Free Download Hain Nikhat-e-gul Bagh Mein Ai Baad-e-saba Hum in PDF.