Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_337ba96ce97f7eb34177b941f29e3592, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Tere Dar Se Ro Nahin Sakta - Bayan Ahsanullah Khan Poetry In English - Darsaal

Main Tere Dar Se Ro Nahin Sakta

main tere Dar se ro nahin sakta

gard-e-gham dil se dho nahin sakta

ashk yun tham rahe hain mizhgan par

koi moti piro nahin sakta

shab mera shor-e-girya sun ke kaha

main to is ghul mein so nahin sakta

maslahat tark-e-ishq hai naseh

lek ye hum se ho nahin sakta

kuchh 'bayan' tuKHm-e-dosti ke siwa

mazra-e-dil mein bo nahin sakta

(903) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Tere Dar Se Ro Nahin Sakta In English By Famous Poet Bayan Ahsanullah Khan. Main Tere Dar Se Ro Nahin Sakta is written by Bayan Ahsanullah Khan. Read famous Poem Main Tere Dar Se Ro Nahin Sakta for youth and Student by Bayan Ahsanullah Khan. Free Download Main Tere Dar Se Ro Nahin Sakta in PDF.