Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2e8e6fcf6330610fd86bf6c09a09d53d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tujhko Dekh Raha Hun Main - Basir Sultan Kazmi Poetry In English - Darsaal

Tujhko Dekh Raha Hun Main

tujh ko dekh raha hun main

aur bhala kya chahun main

duniya ki manzil hai wo

jis ko chhoD chuka hun main

tu jab samne hota hai

aur kahin hota hun main

aur kisi ko kya paun

KHud khoya rahta hun main

KHatm huin sari baaten

achchha ab chalta hun main

(897) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Tujhko Dekh Raha Hun Main In English By Famous Poet Basir Sultan Kazmi. Tujhko Dekh Raha Hun Main is written by Basir Sultan Kazmi. Read famous Poem Tujhko Dekh Raha Hun Main for youth and Student by Basir Sultan Kazmi. Free Download Tujhko Dekh Raha Hun Main in PDF.