Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_429a403c7fd22871d824c5ebb65ee468, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dil Mein Har-chand Aarzu Thi Bahut - Basir Sultan Kazmi Poetry In English - Darsaal

Dil Mein Har-chand Aarzu Thi Bahut

dil mein har-chand aarzu thi bahut

kaam thoDa tha guftugu thi bahut

sang-e-manzil ye chheDta hai mujhe

aa tujhe meri justuju thi bahut

ai hawas! dekh dagh dagh jigar

tu bhi mushtaq-e-rang-o-bu thi bahut

kaun hai jis se main nahin uljha

go meri taba sulh-ju thi bahut

baDh gai tujh se mil ke tanhai

ruh juya-e-ham-subu thi bahut

ek teri hi nigah mein na jache

shahar mein warna aabru thi bahut

(790) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dil Mein Har-chand Aarzu Thi Bahut In English By Famous Poet Basir Sultan Kazmi. Dil Mein Har-chand Aarzu Thi Bahut is written by Basir Sultan Kazmi. Read famous Poem Dil Mein Har-chand Aarzu Thi Bahut for youth and Student by Basir Sultan Kazmi. Free Download Dil Mein Har-chand Aarzu Thi Bahut in PDF.