Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b4566dace97a7d340413e4596742c2c3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Na Aane Ke Un Ke Bahane Bhi Dekhe - Bashir Mehtaab Poetry In English - Darsaal

Na Aane Ke Un Ke Bahane Bhi Dekhe

na aane ke un ke bahane bhi dekhe

baDe sang-dil wo zamane bhi dekhe

udhar bulbulen ro rahi hain qafas ko

ki sayyaad gate tarane bhi dekhe

ghamon ko bhulane jo nikle hain ghar se

isi dhun mein kuchh baada-KHane bhi dekhe

na paya unhen ho ke mayus lauTe

sabhi hum ne un ke Thikane bhi dekhe

kabhi aaega waqt 'mahtab' apna

bahut hum ne un ke zamane bhi dekhe

(805) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Na Aane Ke Un Ke Bahane Bhi Dekhe In English By Famous Poet Bashir Mehtaab. Na Aane Ke Un Ke Bahane Bhi Dekhe is written by Bashir Mehtaab. Read famous Poem Na Aane Ke Un Ke Bahane Bhi Dekhe for youth and Student by Bashir Mehtaab. Free Download Na Aane Ke Un Ke Bahane Bhi Dekhe in PDF.