Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4b258cb73906ee3ca6e4eb976f7ee927, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Log TuT Jate Hain Ek Ghar Banane Mein - Bashir Badr Poetry In English - Darsaal

Log TuT Jate Hain Ek Ghar Banane Mein

log TuT jate hain ek ghar banane mein

tum taras nahin khate bastiyan jalane mein

aur jam TuTenge is sharab-KHane mein

mausamon ke aane mein mausamon ke jaane mein

har dhaDakte patthar ko log dil samajhte hain

umren bit jati hain dil ko dil banane mein

faKHta ki majburi ye bhi kah nahin sakti

kaun sanp rakhta hai us ke aashiyane mein

dusri koi laDki zindagi mein aaegi

kitni der lagti hai us ko bhul jaane mein

(2063) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Log TuT Jate Hain Ek Ghar Banane Mein In English By Famous Poet Bashir Badr. Log TuT Jate Hain Ek Ghar Banane Mein is written by Bashir Badr. Read famous Poem Log TuT Jate Hain Ek Ghar Banane Mein for youth and Student by Bashir Badr. Free Download Log TuT Jate Hain Ek Ghar Banane Mein in PDF.