Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c3fb67ef8df7b2eb2a25d06e035c6541, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mubtala-e-itab Hain Hum Log - Basheeruddin Raaz Poetry In English - Darsaal

Mubtala-e-itab Hain Hum Log

mubtala-e-itab hain hum log

ek asir-e-azab hain hum log

apne dil ko itab hain hum log

KHud sarasar azab hain hum log

apni barbaadi apne hathon ki

kaise KHana-KHarab hain hum log

apna koi bhi to jawab nahin

KHud hi apne jawab hain hum log

kash nakaamiyan hon pai-dar-pai

samjho ki kaamyab hain hum log

kah rahi hai jinhen bura duniya

wo hi KHana-KHarab hain hum log

apni manzil se hum palaT aae

aise gumrah janab hain hum log

aaj duniya ke samne ai 'raaz'

dam-ba-KHud la-jawab hain hum log

(921) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mubtala-e-itab Hain Hum Log In English By Famous Poet Basheeruddin Raaz. Mubtala-e-itab Hain Hum Log is written by Basheeruddin Raaz. Read famous Poem Mubtala-e-itab Hain Hum Log for youth and Student by Basheeruddin Raaz. Free Download Mubtala-e-itab Hain Hum Log in PDF.