Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6c90a94149cba0dc0ae86768083429b7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Parda UlaT Ke Usne Jo Chehra Dikha Diya - Barq Mirza Raza Poetry In English - Darsaal

Parda UlaT Ke Usne Jo Chehra Dikha Diya

parda ulaT ke us ne jo chehra dikha diya

rang-e-ruKH-e-bahaar-e-gulistan uDa diya

wahshat mein qaid-e-dair-o-haram dil se uTh gai

haqqa ki mujh ko ishq ne rasta bata diya

phir jhank-tak aankhon ne meri shurua ki

phir gham ka mere nalon ne lagga laga diya

angDai donon hath uTha kar jo us ne li

par lag gae paron ne pari ko uDa diya

sikhi hai us jawan ne pir-e-falak ki chaal

hir-phir ke mujh ko KHak mein aaKHir mila diya

wo sair ko jo aae to sadqe mein un ko 'barq'

har ek gul ne tair-e-nikhat uDa diya

(894) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Parda UlaT Ke Usne Jo Chehra Dikha Diya In English By Famous Poet Barq Mirza Raza. Parda UlaT Ke Usne Jo Chehra Dikha Diya is written by Barq Mirza Raza. Read famous Poem Parda UlaT Ke Usne Jo Chehra Dikha Diya for youth and Student by Barq Mirza Raza. Free Download Parda UlaT Ke Usne Jo Chehra Dikha Diya in PDF.