Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c2e236fc406a95d6ee370231be15784c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kya Puchhte Ho Main Kaisa Hun - Baqa Baluch Poetry In English - Darsaal

Kya Puchhte Ho Main Kaisa Hun

kya puchhte ho main kaisa hun

ek sard hawa ka jhonka hun

hai meri ruh mein bechaini

main apne aap mein uljha hun

hai mera saya aur koi

main aur kisi ka saya hun

tu KHush hai apni duniya mein

main teri yaad mein jalta hun

ab lauT ke aa aur dekh 'baqa'

ek umr se tanha tanha hun

(1018) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kya Puchhte Ho Main Kaisa Hun In English By Famous Poet Baqa Baluch. Kya Puchhte Ho Main Kaisa Hun is written by Baqa Baluch. Read famous Poem Kya Puchhte Ho Main Kaisa Hun for youth and Student by Baqa Baluch. Free Download Kya Puchhte Ho Main Kaisa Hun in PDF.