Sad Poetry of Bahadur Shah Zafar (page 1)
Poet Name | Bahadur Shah Zafar |
---|---|
Birth Date | 1775 |
Death Date | 1862 |
Birth Place | Delhi |
Zafar Aadmi Usko Na Jaaniyega Wo Ho Kaisa Hi Sahab-e-fahm-o-zaka
Ye Qissa Wo Nahin Tum Jis Ko Qissa-khwan Se Suno
Tumne Kiya Na Yaad Kabhi Bhul Kar Hamein
Main Sisakta Rah Gaya Aur Mar Gae Farhad O Qais
Dil Ko Dil Se Rah Hai To Jis Tarah Se Hum Tujhe
Bulbul Ko Baghban Se Na Sayyaad Se Gila
Be-khudi Mein Le Liya Bosa Khata Kije Muaf
Zulf Jo Rukh Par Tere Ai Mehr-e-talat Khul Gai
Ye Qissa Wo Nahin Tum Jis Ko Qissa-khwan Se Suno
Yan Khak Ka Bistar Hai Gale Mein Kafani Hai
Wo Sau Sau Atkhaton Se Ghar Se Bahar Do Qadam Nikle
Waqif Hain Hum Ki Hazrat-e-gham Aise Shakhs Hain
Wan Rasai Nahin To Phir Kya Hai
Tukde Nahin Hain Aansuon Mein Dil Ke Chaar Panch
Tufta-jaanon Ka Ilaj Ai Ahl-e-danish Aur Hai
Rukh Jo Zer-e-sumbul-e-pur-pech-o-tab Aa Jaega
Qarun Utha Ke Sar Pe Suna Ganj Le Chala
Nibah Baat Ka Us Hila-gar Se Kuchh Na Hua
Nahin Ishq Mein Is Ka To Ranj Hamein Ki Qarar O Shakeb Zara Na Raha
Na Durweshon Ka Khirqa Chahiye Na Taj-e-shahana
Na Do Dushnam Hum Ko Itni Bad-khui Se Kya Hasil
Na Daim Gham Hai Ne Ishrat Kabhi Yun Hai Kabhi Wun Hai
Mohabbat Chahiye Baham Hamein Bhi Ho Tumhein Bhi Ho
Mar Gae Ai Wah Unki Naz-bardari Mein Hum
Lagta Nahin Hai Dil Mera Ujde Dayar Mein
Kyunkar Na Khaksar Rahen Ahl-e-kin Se Dur
Kya Kuchh Na Kiya Aur Hain Kya Kuchh Nahin Karte
Kya Kahun Dil Mail-e-zulf-e-dota Kyunkar Hua
Khwah Kar Insaf Zalim Khwah Kar Bedad Tu
Karenge Qasd Hum Jis Dam Tumhaare Ghar Mein Aawenge