Two Lines Poetry of Bahadur Shah Zafar - 2 Lines Poetry - Couplets From Bahadur Shah Zafar (page 1)
Poet Name | Bahadur Shah Zafar |
---|---|
Birth Date | 1775 |
Death Date | 1862 |
Birth Place | Delhi |
Zafar Badal Ke Radif Aur Tu Ghazal Wo Suna
Zafar Aadmi Usko Na Jaaniyega Wo Ho Kaisa Hi Sahab-e-fahm-o-zaka
Ye Qissa Wo Nahin Tum Jis Ko Qissa-khwan Se Suno
Ye Chaman Yunhi Rahega Aur Hazaron Bulbulen
Yar Tha Gulzar Tha Baad-e-saba Thi Main Na Tha
Yan Tak Adu Ka Pas Hai Un Ko Ki Bazm Mein
Tumne Kiya Na Yaad Kabhi Bhul Kar Hamein
Tu Kahin Ho Dil-e-diwana Wahan Pahunchega
Tamanna Hai Ye Dil Mein Jab Talak Hai Dam Mein Dam Apne
Saham Kar Ai Zafar Us Shokh Kaman-dar Se Kah
Sab Mita Den Dil Se Hain Jitni Ki Usmein Khwahishen
Roz Mamura-e-duniya Mein Kharabi Hai Zafar
Na Thi Haal Ki Jab Hamein Apne Khabar Rahe Dekhte Auron Ke Aib O Hunar
Na Mujhko Kahne Ki Taqat Kahun To Kya Ahwal
Na Durweshon Ka Khirqa Chahiye Na Taj-e-shahana
Na Dunga Dil Use Main Ye Hamesha Kahta Tha
Mere Surkh Lahu Se Chamki Kitne Hathon Mein Mehndi
Mehnat Se Hai Azmat Ki Zamane Mein Nagin Ko
Marg Hi Sehat Hai Uski Marg Hi Us Ka Ilaj
Main Sisakta Rah Gaya Aur Mar Gae Farhad O Qais
Logon Ka Ehsan Hai Mujh Par Aur Tera Main Shukr-guzar
Lagta Nahin Hai Dil Mera Ujde Dayar Mein
Lada Kar Aankh Us Se Humne Dushman Kar Liya Apna
Kya Tab Kya Majal Hamari Ki Bosa Len
Kya Puchhta Hai Humse Tu Ai Shokh Sitamgar
Koi Kyun Kisi Ka Lubhae Dil Koi Kya Kisi Se Lagae Dil
Kitna Hai Bad-nasib Zafar Dafn Ke Liye
Khwab Mera Hai Ain Bedari
Khuda Ke Waste Zahid Utha Parda Na Kabe Ka
Kah Do In Hasraton Se Kahin Aur Ja Basen