Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c2576212143254f9d73317e0e13cca4f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Iqrar Kisi Din Hai To Inkar Kisi Din - Badr Wasti Poetry In English - Darsaal

Iqrar Kisi Din Hai To Inkar Kisi Din

iqrar kisi din hai to inkar kisi din

ho jaegi ab aap se takrar kisi din

chaha kabhi socha kabhi taswir banai

chhoDa na teri yaad ne bekar kisi din

palkon pe sitare liye rahon mein khaDe hain

fursat ho to aa jaiye sarkar kisi din

duniya mein sada chalti hai chahat ki hukumat

aa jao mana lenge hum itwar kisi din

aaya hai akela tujhe jaana hai akela

bas dekhte rah jaenge sab yar kisi din

daulat ke ye ambar tera sath na denge

gir jaegi nadan ye diwar kisi din

achchhi nahin lagti hamein aadat ye teri 'badr'

har bar kabhi aur to har bar kisi din

(1026) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Iqrar Kisi Din Hai To Inkar Kisi Din In English By Famous Poet Badr Wasti. Iqrar Kisi Din Hai To Inkar Kisi Din is written by Badr Wasti. Read famous Poem Iqrar Kisi Din Hai To Inkar Kisi Din for youth and Student by Badr Wasti. Free Download Iqrar Kisi Din Hai To Inkar Kisi Din in PDF.